Doraemon ek Japanese anime hai jo ki 90s ka bahut yaadgar aur pasand kiya jane wala Anime hai. Doraemon ek robot cat hota hai jo Future Nobita ki help karne ke liye ata hai. Doraemon ka 90s ke bacchon ke liye ek special connection tha kyunki iske episodes har roz TV par aate the aur logo ko ye show kafi pasand tha aur aj bhi iske episodes tv par ate hai. Doraemon ki nostalgic value 90s ke bacchon ke liye bahut adhik hai, kyunki ye unke childhood ki yaado aur bachpan ki khushiyon se judi hai.



Jindagi sawar doon

ik nai bahaar doon
duniya hi badal doon mai to
pyara sa chamatkar hun
mai kisi ka sapna hun
jo aaj ban chuka hoon sach
ab ye mera sapna hai ki
sab ke sapne sach mai karoon
aasma ko choon loon
titli ban udun
(Han...helicopter)
An an an...
mai hun ik udta robo

doraemon
an an an
mai hun ik udta robo
doraemon